Powered By Blogger

Monday, March 7, 2011

Ek Arman



Bada armaan tha tere sang jeevan bitaane ka,
Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka,
Deewangi isse badkar bhi kya hogi,
Aaj bhi intezaar hai tere aane ka.               
             
Unki Mohbbat Ka Abhi Nishan Baki Hai, 
Naam Lab Par Hai Jaan Baki Hai.

Kya Hua Agar Dekh Kar Muh Pher Lete Hai 
Tasali Hai Ki Sakal Ki Pehchan Baki Hai.



No comments:

Post a Comment